ચૈત્ર નવરાત્રીની શુભેચ્છા સંદેશWish Now!

HAPPY NEW YEAR SMS IN HINDI 2

We compiled a list of messages you can send to your loved ones on New Year and some greetings for your partners. But if you're a fan of poetry, here is some shayari that you can send to your family and friends to wish them a happy new year.

**Happy New Year 2018 sms in Hindi**


इस नए साल में खुशियों की बरसाते हो
प्यार के दिन और मोहब्बत भरी राते हो
रंजिशे नफरते मिट जाए सदा के लिए
सभी के दिलो में सिर्फ ऐसी चाहतें हो
Happy New Year 2018
===============================

**Happy New Year 2018 sms in Hindi**

है एक रंग नया सा,
रूप नया सा दिल में है
आज एहसास नया सा नयी चाहते हैं
और नयी उमंगें मन में है
एक ख्वाब नया सा नयी है
साल, नया हैं
दिन रखो अंदाज़ ऐसे जीने का प्यारा सा

नया साल मुबारक हो

===============================


**Happy New Year 2018 sms**


Khushiyan rahen aapke paas, gham nahi,
kaamyabi rahen aapke paas, nakamyabi nahi,
sab kuch acha ho aapke sath, bura kuch bhi nahi.
Dua karte hain iss naye saal me aapki har dua poori ho.
Naya saal Mubarak ho.
===============================

**Happy New Year 2018 sms**

Bhul jao beete hue kal ko,
Dil mein basa lo aane wale kal ko,
Muskurao chahe jo bhi ho pal,
Khushiyaan lekar ayega aane wala kal,
Happy New Year 2018!
===============================

**Happy New Year 2018 sms**
Sabke dilon mein ho sabke liye pyar,
Aane wala har din laye khushiyon ka tyohar,
Iss umeed ke saath aao bhool ke saare gham,
New Year 2018 ko ham sab karein welcome.
Happy New Year!
===============================

**Happy New Year 2018 shubhkaamnayen**
Isse pehle ki purane saal ka suraj ast hojaye,
Aur purana calendar nasht ho jaaye,
Isse pehle ki kissi aur ki duaon me aap shamil ho jayein,
Hum dua karte hain ki aane wala saal aapke liye zabardast rahe.
Naye saal ki bahut bahut shubhkaamnayen!
===============================

**Wish New Year 2018 sms**

Hum aapke dil mein rahte hain,
Sare dard aapke sehte hai,
Koi humse pehle wish na kar de aapko,
Isliye pehle, Happy New Year kehte hain.
Wish you a very Happy New Year 2018!
===============================

**Happy New Year 2018 sms**
Yeh phool, yeh khushboo, yeh bahar,
Tumko mile yeh sab upahar,
Asama ke chand aur sitaare,
In sab se tum karo sringar
Tum khush raho abaad raho,
Khushiyon ki ho aisee phuhaar,
Hamaree aisee dua hazar,
Daman tumhara chhota par jaye,
Jeevan mein mile tumhe itna pyar.
===============================

**Happy New Year 2018 sms**
Khushiyan rahein aapke paas, gham nahi,
Kaamyabi rahe aapke paas, nakamyabi nahi,
Sab kuch achha ho aapke sath, bura kuch bhi nahi.
Dua karte hain iss naye saal me aapki har dua poori ho.
Naya saal Mubarak ho.
===============================

**Happy New Year Mubarak**

Naya savera nayi kiran ke sath,
Naya din ek pyari si muskaan ke sath,
Aapko naya saal Mubarak ho dher sari duaon ke sath.

===============================
चित्र को स्पर्श करें,चित्र में रंग भरने लगेंगे।
ऐसे ही रंग आपके जीवन में नव वर्ष 2018 भरे यही शुभेच्छा।
Happy New Year

© 2017 - Wishes SMS. All rights reserved.